ઠપગલી તૠઆજે પાછી ઠયાદ આવી રહી છે .. !! રહી રહીને મને સતાવી રહી છે .. !! કહેતી હતી ઠમને હસતા રહેજો તમે .. !! પણ પોતે જ àªàª¨à«€ યાદથી રડાવી રહી છે મને ..!! .. .. !! ♥ღ•٠·˙
- in Sad ShayariIntezaar hum apke message ka karte rahe.. Aya na sala phir bhi jhuthe dilase dil ko dete rahe .... Jab aye ap online to reply ki aas jagi... Vo bhi tab bhuj gayi jab aap hume ignore karte rahe..! <3
- in Sad ShayariAgar samajh jate wo samjhane se, Man jate wo manane se, To kiyu dil tanha hota kiyu kadam behak jate, Laut aate agar wo Harsh ke bulane se..
- in Sad ShayariHasta hua Chehra tanhaayi me rota hai..Dil kitna bhi mazbur ho dard to hota hai..Mana ki dur hai hum aap se..Magar judaayi Se to rishta aur bhi mazbut hota hai..
- in Sad ShayariYun palke bicha kar tera intzaar karte hai, Yeh wo gunah hai jo hum baar baar karte hai, Jalakar hasrat ki rah par chirag, Hum subah aur sham tere milne ka intezar karte hai.
- in Sad ShayariBolti hai Dosti chuprehta hai pyar Hasti hai dosti Rulata hai Pyar Milti hai dosti bicharta hai pyar Phir najane log kyon karte hain pyar..?
- in Sad ShayariJindagi K Har Lamho Me Unhi Ko Pate Hain, Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhoolate Hain, Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda, Jitna Bhoolate Hain Wo Utna Yaad Aate Hain…
- in Sad ShayariUski nazar ko furst na mile hogi, Warna mera marz itna lailaaj na tha, Humne toh wahan bhi mohabbat hi ki , Jahan mohabbat ka riwaaj na tha…
- in Sad ShayariPyar ka to dushman zamana hai, har ashiq k pyar ka apna hi fasana hai, Sabko pata hai Aansu hi milte hai pyar me, fir Bina jane kyu har koi pyar me Deewana hai…
- in Sad ShayariYeh raat itni tanha kyun hoti hai, kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai, Ajeeb khel khelti hai yeh kismat Jise hum pah nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti hai…
- in Sad Shayari