Rang wale rang se tasvir badal dete hain Kaman ka nikla hua teer badal dete hain Tumse to mere ye aansu bhi na badle gaye Badlne wale to takdir badal dete hain Us ko mera halka sa ehsaas to hai Be dard sahi woh meri humraaz to hai Woh aaye na aaye mere paas lekin Shidat se mujhe us ka intezaar to hai Abhi nahi to kya hua mil hi jayengi kabhi Mere dil main us se milan ki aas to hai Pyaar ki gawahi mere aanoon se na maang Barasti nahi aankhen magar dil uddas to hai
- in Funny ShayariSuna tha maikade jaakar Har insaan sach bol jaata hai, Paimaane ko hothoN se lagaate hi Sab dard nikal jaata hai,
- in Funny ShayariDosti to sirf ittefaq hai ye to dilo ki mulakat hai dosti nahi dekhti din hai ki raat hai isme to Dairy Milk ki Mithas aur Paani Puri ki Tikhas hai
- in Funny ShayariRaabton, Rishton Mai Uljhan Thi Bohot Is Nizam-E-Shehr Mai Rehne Ki Himmat Hi Na Ki Lafz Yeh Logon Mai Raij Tha “Bohot†Is Liye Is Shehr Mai Hum Ne Mohabbat Hi Na Ki…
- in Funny ShayariKal Raat Sapne Ne, Teri Tasveer Bana Dali… Dil Ko Itni Achi Lagi Ke Sene Se Lagi Dali.. Kisi Ki Nazar Na Lag Jay… Aansuon Se Mita Dali… …
- in Funny ShayariDoor se dekha toh ek sher tha … Door se dekha toh ek sher tha … Door se dekha toh ek sher tha … isliye paas gaya hii nahi ..
- in Funny Shayari:roll: Girlfriend Ko I LUV U Bolna Hai? Balance Khatam ? Ab Kya Karoge ? Kabutar K Gale Mein Bandh K CHITTHI Bhejoge ? Nahi Na………. Main Batata Hoon Kya Karna Hai…. Girlfriend Ka Number Mujhe De Doge Main I LUV U Boldeta Hoon! :roll: kabhi hosla bhi azmana chahiye, bure waqt me muskurana bhi chahiye, chahe kitni bhoi thand pade hafte me ek baar to nahana chahiye :roll: wo pade kya jise me dali na ho nwo bag kya jise me mali na ho wo ghar kya jise me ghar wali na ho aur wo mard kya jiseki bahar wali naho :roll: Haath mein takat hai to Tajmahal ko hila kar dekh… Warna.. Aa baith ke do peg whiskey maar aur Tajmahal ko hilta hua dekh… :roll: Na o inkar karti hai na o ikrar karti hai,kambakt mere hi sapno me aake mere dost se pyr karti hai. :roll: wah re gandhi kaise chali teri andhi , wah re gandhi kaise chali teri andhi aaya tha longot main pahoonch gay paanch soo ki note main. :roll: College ki galion mein ajjeb khel hota hai, Class ke bahane dilo ka male hota hai, Padne ki jagah luvmail hoat hai, Isliye to Pappu har saal fail hota hai….. :roll: Andheri sadak, sunsan kabristan, sooni haveli, kala asmaan, rat hogai soja shaitan.. :roll: Tum door sahi majboor sahi, par yaad tumhari aati hai, Jab saans wahan par leti ho toh badboo yahaan par aati hai.
- in Funny Shayari:roll: oon to hain hum â€BHRAMCHARIâ€, magar jahan dekhi â€NAARI†vahan â€AANKH-MAARIâ€, pat gayi to hamari, varna phir se â€BHRAMCHARI’ :roll: Harbhajan to his wife : Darling ! kya main tera pahila pyar hoo ? Wife : Kardina sardar wali baat . Spinner ko kabhi opening milti hai kya?
- in Funny Shayari:roll: Mohabbat ki Chita Dil tod diya ab chitha bhi jala dena, Kafan na ho to dupatta odha dena, Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar “Mohabbat†bata dena! :roll: Ai mere kadardan, Dost meri Jaan, Tum hamesha rahoge hattekhatte nawjawan kyounki…. Khuda meherbaan to Gadha PAHELWAAN….. :roll: NAMSKAR ! yeh hamari FALTOO-SMS sewa hai. is main hum logo ko waqt beh waqt DISTURB Karte hai. is sewa ka labh uthane ka dhanya wad. AB APNA KAM KIJEA. :roll: 1st gadha-yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hu vo mujhe bahut marta hai.2nd gadha-tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.1st gadha-kya batau yaar dhobi ki ek bahut sunder ladki hai.vo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki teri shadi kisi gadhe se kar dunga.bas yeh soch kar ruka hua hu :roll:
- in Funny Shayari:roll: Dosti achchi ho toh rang laati hai, Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai, Dosti naadaan ho toh toot jaati hai, Par agar dosti apne jaisi ho…. …. Toh itihaas banaati hai ! :roll: Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, aan ke liye kar doon kurbaan yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari ! :roll: Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
- in Funny Shayari