Dil ki hasti mit gayi hoti, aur sare dard badh gaye hote, jindgi aap jaise dosto ki amanat hai, varna hum to kab ke bikhar gaye hote..
- in Friend Friendship ShayariKamyabi kabhi badi nahi hoti, Pane wale hamesha bade hote hai. Darar kabhi badi nahi hoti, Bharne wale hamesha bade hote hai. Itihaas ke har panne par likha hai, Dosti kabhi badi nahi hoti, Nibhane wale hamesha bade hote hai…
- in Friend Friendship ShayariItna aitbar to apni sanso pe nahi hai Jitna teri baato par karte hai Itna intezar to apni dhadkan ka na kiya Jitna tumse milne ka karte hai
- in Friend Friendship ShayariDosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti Rahe Dosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti Rahe Aur Khuda Bhi Ake Tumse Puchhe Kya Mujse Dosti Karoge?
- in Friend Friendship ShayariHar Koi Pyar Ke Liye Tarapta Hai Har Koi Pyar Ke Liye Rota Hai Mere Pyar Ko Galat Mat Samajna Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai
- in Friend Friendship ShayariYun to kisika peecha nahin karte, Dard-e-dil diya aur liya nahin karte, Ittefaq ki baat hai ye hamari dosti varna, Itna kimti SMS kisi ko kiya nahin karte
- in Friend Friendship ShayariRaatein gumnam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jite hai, Ki har lamha sirf doston ke hi naam hota hai.
- in Friend Friendship ShayariNa khwabon me dekha, na nazaron me dekha, Hazaron me ek humne tum hi ko dekha, Gum dene wale to har pal hai yahan, Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha…
- in Friend Friendship ShayariZindagi me Jab Maayus hue Hum….. To Socha k kya paaya kya khoya……. Khone ka to hisaab na laga paaye… Yaad raha to bas itna…ke… Zindagi se bhi pyara..Aap jaisa Ek dost Paaya…
- in Friend Friendship ShayariAapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye.
- in Friend Friendship Shayari